Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Shankar Mahadevan, Shaan, Sunidhi Chauhan & Vishal Dadlani - Bachke O Bachke (OST "Aladin") | Текст песни

Pesni.guru - сайт для Гуру

Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
Har pal har pal ki khabar hai
Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh
Bachke o bachke o bachke o bachkee
(Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge) – 2
Puranaa taroon ka ye tarana
Humne janaa hai jaana
Honi to honi hai tu rok ke dikha
Arrey chalo chalo chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakkar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa

Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Hashar ki gadhi hai ruki ye padhi hai
Jane kyun dari hai batana
Haan jaadu ki chadi hai
Lahu se jadi hai
Kahan woh padi hai batana
Hey na kaho thumkara
Chalta hua woh hai taara
Kaabse mein hoga saara
Tu rok ke dikha
Hey na kaho thumkara
Chalta hua woh hai taara
Kaabse mein hoga saara
Tu rok ke dikha
Chalo chalo chakar apna rang jamaa
Arey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakar apna rang jamaa
Hey hey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o bachke
Zehar ka juaa hai
Kehar ka dhua hai
Tehar sa gaya hai zamana
Bichhu woh dassega
Pichhu se hassega
Kabar mein dasega zamana
Main jaal yehi bunta hoon
Main chaal yehi chunta hai
Main maut yehi sunta hoon
Tu rok ke dikha
Main jaal yehi bunta hoon
Main chaal yehi chunta hai
Main maut yehi sunta hoon
Tu rok ke dikha
Chalo chalo chakar apna rang jamaa
Hey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey Chala chala chakkar apna rang jamaa
Hey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa
Bachke o bachke tujhpe nazar hai
Humko toh humko sabki khabar hai
Milte milte chaaro taraf hum rang jama denge
Puranaa taroon ka ye tarana
Humne janaa hai jaana
Honi to honi hai tu rok ke dikha
Arrey chalo chalo chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa
Hey chala chala chakar apna rang jamaa
Aey laga laga takkar humse rang jamaa jamaa
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh har pal har pal ki khabar hai
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o tujhpe nazar hai
Jhoota hai sazza yeh o bachke o bachke o bachke


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-