Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Love Aaj Kal - Ye Doorian | Текст песни

Ye dooriyan
In Raahon Ki Dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Humrahon ki dooriyan
Fanaa ho sabhi dooriyan


Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahaan pe



Aa Raha paas ya door main ja raha
Janu na mein hoon kahaan pe


Ye dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigaahon ki dooriyan
Hum-raahon ki dooriyan
Fanaah ho sabhi dooriyan

Ye dooriyan
Ye dooriyan

Kabhi hua ye bhi
Khaali raahon pe bhi
Tu tha mere saath


Kabhi tujhe mil ke lauta
Mera dil ye khaali khaali haath
Ye bhi hua kabhi
Jaise hua abhi
Tujhko sabhi mein paa liya

Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Sataati hain dooriyan
Tarsaati hain dooriyan
Fanaah ho sabhi dooriyan

Kaha bhi na maine
Nahin jeena maine
Tu jo na mila

Tujhe bhule se bhi na
Bola na main ye bhi chahun fasla

Bas faasla rahe
Ban ke kasak jo kahe
Ho aur chahat ye jawaan

Teri meri mit jaani hain dooriyan
Begaani hain dooriyan

Hat jani hain dooriyan
Fanaah ho sabhi dooriyan

Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahaan pe

Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahaan pe
Ye dooriyan

In raahon ki dooriyan
Nigaahon ki dooriyan
Hum-raahon ki dooriyan
Fanaah ho sabhi dooriyan


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Популярное сейчас
Видео
Нет видео
-